ye sitara bhi dub sakta hai dil tumhaara bhi dub sakta hai sath rakho bachane walon ko wo dobara bhi dub sakta hai dub sakta hai wo agar aadha phir to sara bhi dub sakta hai apni kashti to is bhanwar mein hai jis mein dhaara bhi dub sakta hai jo bachata hai dubne wale wo idara bhi dub sakta hai