ye un ki aankhon mein aksar dikhai deta hai ki hum ko aap se behtar dikhai deta hai ajib hain meri aankhen usi ko dhundhti hain jo band aankhon se behtar dikhai deta hai jise nikal ke lae the raushni mein hum ab us ka saya bhi hum par dikhai deta hai chhupega kyon koi apni banai duniya se dikhai deta hai aksar dikhai deta hai kabhi kabhi main ye aankhen amal mein lata hun ziyaada-tar mujhe chhu kar dikhai deta hai