rakh udati hui aur bin khak-dan koi jalta nahin is sitare ke us par bhi koi jalta to hoga kisi aasman ke tale khwab ne raston par diye rakh diye main ne har sham dekha ki tum aae the aur mil kar gae aur har sham ek tar-e-kafash-o-kulah jal gaya ek jalta hua silsila jal gaya han magar ek diya sa uthae rakho tar-e-kafash-o-kulah ke qarin ek diya sa jalae rakho aasman khak-dan