antina ke neze

gum hue yun ki kabhi mere shanasa hi na the
kuchh likha hota tumhein mujh se shikayat kya hai

khabar kab aae ho kaise sunao pyare
kya khabar lae ho yaron ki hikayat kya hai

us ne ye kuchh na kaha
aur kaha to itna

khel dil-chasp hai nazzare karo
aur phir ek khala

ek giran-bar khamoshi ki aziyyat le kar
main ye kahta hua uth aaya

ki han
khel hai dilchasp bahut


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close