baqa By Nazm << aur mere aas-pas KHwab ki... bahut mumkin hai >> ye karwan numud ka ye silsila wajud ka ye aasman ye kahkashan jo kuchh bhi nazd-o-dur hai ye ek hi wajud ki numud hai na ibtida na intiha faqat baqa Share on: