pahle gyarah the pisar is sal bara dekhna ishq ke akhbar ka taza shumara dekhna chunki hum donon hi budhe ho chuke hain is liye main suhagan dhundhta hun tum kanwara dekhna main tumhaari latri mein jab nikal aaya to phir apni ammi se kaho kya istikhara dekhna un ki ammi jaan mein un se zyaada jaan hai lazzat-e-alu pas-e-alu bukhara dekhna hai kisi tifl-e-muhajir ki tarah sahma hua 'khalid-e-irfan' ki shadi ka chhuara dekhna