dhup By Nazm << aazadi ke diwane kahin aur hi chalna hoga >> khidki ke shishe se chhan kar kamre mein aa jati hai mez ki taswiron ko apne hathon se chamkati hai sari kitabon ke chehron ko ujla karti jati hai phir mere bistar se mujh ko uthne par uksati hai main roz apne khwab adhure chhod ke bahar jata hun! Share on: