ek mushahida

udhar
us par pul ke

khubsurat aur dil-awez
manzar ka fusun

aaghosh mein jis ki sukun
main jast bhar kar

daud kar
us lambe pul ko par karta

der tak ranginiyon mein khoya rahta tha
magar us par

ab jata nahin main
thak ke baith jata hun

wo manzar
us taraf khamosh

main is par chup chup sa
faza sakit

magar kuchh tutte rahne ki aahat bhi


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close