na-rasai

jahan main hun
wahan sab istiare na-rasai ki alamat hain

har ek shai raat ki tarikiyon se khauf khati hai
sitare bolte hain aadmi khamosh rahte hain

mujhe phir khwab-awar goliyan la do
ki marne se bahut pahle

mere naghme mere kanon ke pardon se na takraen
jahan tum ho

wahan har samt dil ki hukmrani hai
badi jhuti kahani hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close