topi janeu tika mala chhap tilak ki jhuti haala hain ye sab bazar ki chizen naqli aur bekar ki chizen tan man mein gar kodh hua hai kab us ko resham ne dhaka hai phika hai har ek libas dil mein agar nahin wishwas kali safed agar hain nazren jiwan pe lagti hain qaiden phike phike chand sitare indr-dhanush ke rang bhi sare aisa hai par mera ghar jis mein nahin diwar ya dar kirnon ka saya padta hai insan bas insan rahta hai mera ghar hai ruh meri rasta manzil sabhi wahi
This is a great lokmanya tilak shayari in marathi. True lovers of asli naqli shayari will love this. Shayari is the most beautiful way to express yourself and this topi ki shayari is truly a work of art. Please share if you liked this!!!