hindostan mein urdu

din-dahade lafz ko bazar mein
qatl kar dala gaya

ye khabar tum ne suni
ye khabar main ne suni

aur sun kar chup rahe
marne wale ka koi waris na tha

is liye hukkaam ne maqtul ki be-nam lash
murda-ghar ko bhej di

phir khuda malum us ka kya hua
ek din kuchh sar-phire

dhundhne nikle lughat ke maqbare
to achanak un ko ye katba mila

sab se pahle lafz tha


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close