gadi khinchna aur chalate rakhna do mukhtalif rau mein baham rabt-o-rah ke nasheb-o-faraaz raftar ko mutassir karte hain muzahimat ki surat mein break lagane mein hi aafiyat hai kyunki madd-e-muqabil ko apni raftar par qabu nahin agarche aap ko to apni jaan aziz hai raftar par control ka rawayya zindagi ko sahl aur aasan banata hai aur yahi zindagi karne ka qarina bhi hai