ishq By Nazm << apni taswir mujhe aap ban... badan ka nauha >> sham ke dhundle sae mein imli ke ek ped ke niche meri peshani pe likkha tha tum apne surkh labon ka nam sare badan mein sitar ke taron ne chheda ek naghma wahi nam ab mere lahu ki tang gali mein gane laga hai! Share on: