makka gaya madina gaya karbala gaya jaisa gaya tha waisa hi chal phir ke aa gaya dekha ho kuchh us aamad-o-shud mein to main kahun khud gum hua hun baat ki tah ab jo pa gaya kapde gale ke mere na hon aab-dida kyun manind-e-abr-e-dida-e-tar ab to chha gaya jaan-soz aah o nala samajhta nahin hun main yak shola mere dil se utha tha jala gaya wo mujh se bhagta hi phira kibr-o-naz se jun jun niyaz kar ke main us se laga gaya jor-e-siphar-e-dun se bura haal tha bahut main sharm-e-na-kasi se zamin mein sama gaya dekha jo rah jate tabakhtur ke sath use phir mujh shikasta-pa se na ik-dam raha gaya baitha to boriye ke tain sar pe rakh ke 'mir' saf kis adab se hum fuqara ki utha gaya
This is a great makka madina shayari in hindi. True lovers of madina shayari hindi will love this. Shayari is the most beautiful way to express yourself and this karbala shayari facebook is truly a work of art. Please share if you liked this!!!