wo har subh ek khubsurat sa chhota parinda udhar mere kamre ki khidki pe baitha udas aankhon se is tarah dekhta tha ki jaise use ud na sakne pe mere lagatar rahm aa raha ho magar wo ki murakh parinda hai aur jaanta hi nahin hai ki udna mujhe to achchha lage hai aur na chahun main udna main kashmir ke ek chhote se ghar mein thi shadan pyar ki saf suthri faza mein ghiri udhar meri chhoti si duniya ke mahaul mein thi pahadon ke bich meri man ki mohabbat jahan mera har girta aansu wo jhat chum kar hata deti nazron se dur