hazaron baras pahle ki baat hai ki jab main kisi chiz ko kisi nam se bhi nahin jaanta tha to phir main har ek chiz ko nam dene laga magar aaj jab main ne khud ko pukara to hairan hun ki main apne bare mein kuchh bhi nahin jaanta hun mera nam kya hai main kaun hun