farz aur haq apni jagah in donon ke darmiyan ek khud-kafil apni duniya ki malika man-marzi hai apni hasti ki akeli mushir jurat-e-shamshir tham kar haq aur farz se jang karti hai agarche kai bar nakaami ka haar milta hai lekin junun aur wade ki itni pakki hai khud ko qaem rakhti hai chahe sara zamana harf-e-ghalat hi samjhe