gar kisi taur har ek ulfat-e-jaanan ka khayal sher mein dhal ke sana-e-rukh-e-jaanan na bane phir to yun ho ki mere sher-o-sukhan ka daftar tul mein tul-e-shab-e-hijr ka afsana bane hai bahut tishna magar nuskha-e-ulfat mera is sabab se ki har ek lamha-e-fursat mera dil ye kahta hai ki ho qurbat-e-jaanan mein basar