hum kya karte kis rah chalte har rah mein kante bikhre the in rishton ke jo chhut gae in sadiyon ke yaranon ke jo ek ek kar ke tut gae jis rah chale jis samt gae yun panw lahuluhan hue sab dekhne wale kahte the ye kaisi rit rachai hai ye mehndi kyun lagai hai wo kahte the kyun qaht-e-wafa ka nahaq charcha karte ho panw se lahu ko dho dalo! ye rahen jab at jaengi sau raste in se phutenge tum dil ko sambhaalo jis mein abhi sau tarah ke nashtar tutenge wash the blood off your feet what could we do—where could we go? thorns were strewn in every pathway. those bonds, now sundered— those friendships of centuries broken, one by one whichever way we went, in whatever direction, the feet were bathed in blood.