
din dhala kucha o bazar mein saf-basta huin zard-ru raushaniyan un mein har ek ke kashkol se barsen rim-jhim is bhare shahr ki nasudgiyan dur pas-manzar-e-aflak mein dhundlane lage azmat-e-rafta ke nishan pesh-e-manzar mein kisi saya-e-diwar se lipta hua saya koi dusre sae ki mauhum si ummid liye roz-marra ki tarah zer-e-lab sharh-e-bedardi-e-ayyam ki tamhid liye aur koi ajnabi in raushniyon sayon se katraata hua apne be-khwab shabistan ki taraf jata hua
This is a great bedardi shayari image. True lovers of azmat e mustafa shayari will love this. Shayari is the most beautiful way to express yourself and this rim jhim shayari is truly a work of art. Please share if you liked this!!!