qartaba mein

badan pe koi zara hai na hath mein talwar
aur ashk-zar mein sadiyon ke undulus ka safar

is aasman ke niche kahin padaw na tha
ajab tilism tha wo aath sau baras ka safar

ajab nahin jo kisi subh phul-ban ke khilun
mera safar hai andhere mein khar-o-khas ka safar


This is a great attitude talwar shayari. True lovers of aap ka saath shayari will love this. Please share if you liked this!!!