sham-o-sahar ke manzar gahri udasiyon ke parde gira rahe hain waqif to thin hamesha un se meri nigahen odhe na thin fazaen yun kohar ki abaen kuchh to jo kho gaya hai shakh-e-nazar pe dahka barg-e-hina ka shoala yun kanpta hai jaise mitta koi hayula sham-o-sahar se koi mafrur ho gaya hai sine mein main taqatur