kis liye us shai ka ab matam karun kis liye us shai ka ab matam karun roz-o-shab ka husn jin logon se tha wo aur tha un ke ek ek rang roz-o-shab ka tha kya ajab aaghaz-e-hasti, kya ajab aaghaz-e-kar jaise wo isar-pesha mard dana-o-ghamgin jin ke dil mein dard rahte the makin ek diya tanha kisi ka kyun jale aise hi bas khwab the zindagi ko jaante the is tarah tum se ho mujh se ho aur un sab se ho kis liye us shai ka ab matam karun aaina-bar-kaf idhar apne hi hain ye mere waqton ke log aur aap main