samaat ka dhoka By Nazm << ummid meri shahzadi thi main ajnabi nahin >> khula hua darwaza han magar dabiz parda gira hua bahar se khule pat pe ek dastak andar se aawaz aae samaat ka dhoka aaiye parde ka hatna chudiyon ka khanak uthna hairaton ka hamla sharmindagi ki chhinten sukut ki fath nadamat ke aansu dosti ka wasta Share on: