sawan se wo pyar kare By Nazm << rangon ka taqaddus ehtijaj >> aur khud bhi hai aawara baadal kabhi to bin barse ud jae aur kabhi tan-man jal-thal us ke pyar ki barkha rut mein yun bhigun main din raat baal baal se moti tapken umde aankhon se barsat Share on: