ai khuda in muztarib maujon ko hai kis ki talash kis ke qadmon mein ye sar rakhne ko yun be-tab hain kaun si hasti inhen diwana rakhti dam-ba-dam hai tadap kis ki dilon mein kis liye simab hain wo wiwekanand wo fikr-o-amal ka baadshah azm ho us ka agar bahrain bhi payab hain