darbar-e-watan mein jab ek din sab jaane wale jaenge kuchh apni saza ko pahunchenge, kuchh apni jaza le jaenge ai khak-nashino uth baitho wo waqt qarib aa pahuncha hai jab takht girae jaenge jab taj uchhaale jaenge ab tut girengi zanjiren ab zindanon ki khair nahin jo dariya jhum ke utthe hain tinkon se na tale jaenge katte bhi chalo, badhte bhi chalo, bazu bhi bahut hain sar bhi bahut chalte bhi chalo ki ab dere manzil hi pe dale jaenge ai zulm ke mato lab kholo chup rahne walo chup kab tak kuchh hashr to un se utthega kuchh dur to nale jaenge
This is a great mere watan shayari. True lovers of taj mahal shayari facebook will love this. For some people shayari is the most enjoyable thing in life and they absolutely adore zindagi shayari in hindi images. Please share if you liked this!!!