taskin-e-ana

jab koi qarz sadaqat ka chukane ke liye
zahr ka durd-e-tah-e-jam bhi pi leta hai

apna sar hans ke kata deta hai
zindagi jabr sahi jabr-e-musalsal hi sahi

sahta hai
aur is jabr ko sau rang ata karta hai

harf ka saut ka surat ka fusun-kari ka
main use dekh ke chupke se khisak jata hun

ye to main khud hun wo ahmaq jis ki
apni ruswai mein taskin-e-ana hoti hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close