tere jaane ke baad

birhan
waqt ke

gesuon ka saya
pesh aata hai

be-anjam kahani ki tarah
jo fankar ka qalam

makhsus hashiye par
tutne ka alamiya thahri

aur
zakhm-khurda kitab

auraq se lipat kar
ro padti hai

kirdar ka lahu
tere jaane ke baad


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close