zarra By Nazm << aaj ki aurat tarik pahlu >> mujhe bant kar kya karoge main zarra hun zarre ka juz kya karoge magar mere yaro jo tum mujh ko aazad kar do hisar-e-badan se to ek mauj ban jaunga main tawanai mein gham ki tabdil ho jaunga main nai shakl pa kar tumhaare bahut kaam aaunga main Share on: