sawanShayari By Suhail Kakorvi22 Nov 2020 01:42:38 AMNazmus ki palkon pe ghata ban ke jo chhaya sawan phir to main hans pada kuchh is tarah barsa sawan chadhte suraj ke shuaon se jo barsa sawan main ne dekha na suna tha kabhi aisa sawan [...] Continue Reading... Share on:
pahli barishShayari By Suhail Kakorvi22 Nov 2020 01:42:22 AMNazmarman zamin ke jag uthe dildar ye pahli barish hai kal soch raha tha sara jahan dushwar ye pahli barish hai ranjish jo hamare beach rahi to aag falak ne barsai ab soch na kuchh mausam ko samajh ai yar ye pahli barish hai [...] Continue Reading... Share on:
barsatShayari By Suhail Kakorvi22 Nov 2020 01:42:04 AMNazmkhub baadal ka barasna pyar hai barsat mein rahmaton ka is tarah izhaar hai barsat mein arsh se aaya zamin mein jazb pani ho gaya aap ko aane mein hum tak aa rahe barsat mein [...] Continue Reading... Share on:
mera jazba-e-shauq kaam aa raha haiShayari By Shaheen Iqbal Asar26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmmera jazba-e-shauq kaam aa raha hai ki bazar mein dekhun aam aa raha hai gharib-o-amir us ke shaidai yaksan pasandida-e-khas-o-am aa raha hai [...] Continue Reading... Share on:
jazba-e-ushshaq kaam aane ko haiShayari By Shaheen Iqbal Asar26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmjazba-e-ushshaq kaam aane ko hai phir laziz-o-shirin jam aane ko hai mausam-e-sarma ki aamad marhaba kyunki is mausam mein aam aane ko hai [...] Continue Reading... Share on:
ho raha hai zikr paiham aam kaShayari By Shaheen Iqbal Asar26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmho raha hai zikr paiham aam ka aa raha hai phir se mausam aam ka nazm likh kar us ke istiqbaal mein kar raha hun khair-maqdam aam ka [...] Continue Reading... Share on: