id ka melaShayari By Syed Zameer Jafri26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmlo id aai lo do puliye maidan mein bhar bazar laga har chahat ka saman hua har neamat ka ambar laga sab ujla shahr umand aaya shalwar saja dastar laga is bhid ke biphre tufan mein jo dub gaya so par laga [...] Continue Reading... Share on:
eid ki KHaridariShayari By Syed Mohammad Jafri26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmmusalman qarz le kar eid ka saman kharidenge jo dana hain wo bechenge jo hain nadan kharidenge jo sayyan shauq se khaen wo siwayyan kharidenge murkkab sud ka sauda ba-naqd-e-jaan kharidenge [...] Continue Reading... Share on:
eid ki achkanShayari By Syed Mohammad Jafri25 Nov 2020 06:06:04 AMNazmsajti thi kabhi tan pe jo thi eid ki achkan sajte the kabhi ham, to kabhi eid ki achkan sau sau tarah parwan chadhi eid ki achkan ab itne ghate hum ki badhi eid ki achkan [...] Continue Reading... Share on:
eidShayari By Shifa Kajgavnwi21 Nov 2020 05:43:47 PMNazmchalo hum eid manaen ki jashn ka din hai khushi ke git sunaen ki jashn ka din hai rukhon pe phul khilaen ki jashn ka din hai dilon mein prit jagaen ki jashn ka din hai [...] Continue Reading... Share on:
jashn-e-eidShayari By Shakeb Jalali19 Nov 2020 01:38:10 AMNazmsabhi ne eid manai mere gulistan mein kisi ne phul piroe kisi ne khar chune ba-nam-e-izn-e-takallum ba-nam-e-jabr-e-sukut kisi ne hont chabae kisi ne git bune [...] Continue Reading... Share on:
aai eid wa dil mein nahin kuchh hawa-e-eidShayari By Shaikh Zahuruddin Hatim22 Nov 2020 10:52:26 PMGhazalaai eid wa dil mein nahin kuchh hawa-e-eid ai kash mere pas tu aata bajae eid qurban sau tarah se kiya tujh par aap ko tu bhi kabhu to jaan na aaya bajae eid [...] Continue Reading... Share on: