koi hindu koi muslim koi isai haiShayari By 16 Aug 2021 07:13:07 AMGhazalkoi hindu koi muslim koi isai hai sab ne insan na banne ki qasam khai hai itni khun-khar na thin pahle ibaadat-gahen ye aqide hain ki insan ki tanhai hai [...] Continue Reading... Share on:
mujhko kahaniyan na suna shahr ko bachaShayari By 23 Nov 2020 01:10:25 AMGhazalmujh ko kahaniyan na suna shahr ko bacha baaton se mera dil na lubha shahr ko bacha mere tahaffuzat hifazat se hain jude mere tahaffuzat mita shahr ko bacha [...] Continue Reading... Share on:
mere haalat ko bas yun samajh loShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermere haalat ko bas yun samajh lo parinde par shajar rakkha hua hai Continue Reading... Share on:
nazar jo koi bhi tujh sa hasin nahin aataShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalnazar jo koi bhi tujh sa hasin nahin aata kisi ko kya mujhe khud bhi yaqin nahin aata tera khayal bhi teri tarah sitamgar hai jahan pe chahiye aana wahin nahin aata [...] Continue Reading... Share on:
kahan tak waqt ke dariya ko hum Thahra hua dekhenShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkahan tak waqt ke dariya ko hum thahra hua dekhen ye hasrat hai ki in aankhon se kuchh hota hua dekhen bahut muddat hui ye aarzu karte hue hum ko kabhi manzar kahin hum koi an-dekha hua dekhen [...] Continue Reading... Share on:
bahte dariyaon mein pani ki kami dekhna haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalbahte dariyaon mein pani ki kami dekhna hai umr bhar mujh ko yahi tishna-labi dekhna hai ranj dil ko hai ki ji bhar ke nahin dekha tujhe khauf is ka tha jo aainda kabhi dekhna hai [...] Continue Reading... Share on: