lakiren khinch ke miTTi pe baiTh jata hunShayari By 23 Jul 2023 02:34:55 PMSherlakiren khinch ke mitti pe baith jata hun yahan makan tha ye bazar ye gali us ki Continue Reading... Share on:
KHwab sarikha chhuTpan sawan pyaz ki roTi desi ghiShayari By 07 Apr 2023 11:32:03 AMGhazalkhwab sarikha chhutpan sawan pyaz ki roti desi ghi amma ke sil-batte wali dhaniye lahsan ki chatni kachchi mitti ke ghar jaise bachchon ko sahlate the gubri wale dalanon par chot kabhi na lagti thi [...] Continue Reading... Share on:
ret par safar ka lamhaShayari By 16 Aug 2021 01:41:53 AMNazmkabhi hum khub-surat the kitabon mein basi khushbu ki surat sans sakin thi [...] Continue Reading... Share on:
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le loShayari By 27 Jan 2021 01:18:17 AMGeetye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo bhale chhin lo mujh se meri jawani magar mujh ko lauta do bachpan ka sawan wo kaghaz ki kashti wo barish ka pani [...] Continue Reading... Share on:
yahi tashwish shab-o-roz hai bangale meinShayari By 24 Nov 2020 11:36:35 AMSheryahi tashwish shab-o-roz hai bangale mein lucknow phir kabhi dikhlae muqaddar mera Continue Reading... Share on:
bata ai abr musawat kyun nahin kartaShayari By 23 Nov 2020 12:49:17 AMGhazalbata ai abr musawat kyun nahin karta hamare ganw mein barsat kyun nahin karta mahaz-e-ishq se kab kaun bach ke nikla hai tu bach gaya hai to khairaat kyun nahin karta [...] Continue Reading... Share on: