yun bhi nahin ki sham-o-sahar intizar thaShayari By Zafar Iqbal26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalyun bhi nahin ki sham-o-sahar intizar tha kahte nahin the munh se magar intizar tha muddat ke baad phul ki surat khila tha dil shabnam ki tarah taza-o-tar intizar tha [...] Continue Reading... Share on:
aisa wo be-shumar-o-qatar intizar thaShayari By Zafar Iqbal26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalaisa wo be-shumar-o-qatar intizar tha pahli hi bar dusri bar intizar tha khamoshi-e-khizan thi chaman-dar-chaman tamam shakh-o-shajar mein shor-e-bahaar intizar tha [...] Continue Reading... Share on:
intizarShayari By Sahir Ludhianvi26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmchand maddham hai aasman chup hai nind ki god mein jahan chup hai dur wadi mein dudhiya baadal jhuk ke parbat ko pyar karte hain [...] Continue Reading... Share on:
KHwahish ke KHwabShayari By Muneer Niyazi26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmghar tha ya koi aur jagah jahan main ne raat guzari thi yaad nahin ye hua bhi tha ya wahm hi ki ayyari thi ek anar ka ped bagh mein aur ghata matwari thi aas-pas kale parbat ki chup ki dahshat tari thi [...] Continue Reading... Share on:
intizarShayari By Faiz Ahmad Faiz09 Nov 2020 12:07:34 PMNazmguzar rahe hain shab o roz tum nahin aatin riyaz-e-zist hai aazurda-e-bahaar abhi mere khayal ki duniya hai sogwar abhi jo hasraten tere gham ki kafil hain pyari [...] Continue Reading... Share on:
gulon mein rang bhare baad-e-nau-bahaar chaleShayari By Faiz Ahmad Faiz09 Nov 2020 11:08:36 AMGhazalgulon mein rang bhare baad-e-nau-bahaar chale chale bhi aao ki gulshan ka karobar chale qafas udas hai yaro saba se kuchh to kaho kahin to bahr-e-khuda aaj zikr-e-yar chale [...] Continue Reading... Share on: