dukh dard mein hamesha nikale tumhaare KHatShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaldukh dard mein hamesha nikale tumhaare khat aur mil gai khushi to uchhaale tumhaare khat sab chudiyan tumhaari samundar ko saunp din aur kar diye hawa ke hawale tumhaare khat [...] Continue Reading... Share on:
KHat ka ye jawab aaya ki qasid gaya ji seShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkhat ka ye jawab aaya ki qasid gaya ji se sar ek taraf lote hai aur ek taraf dhad Continue Reading... Share on:
kya kya fareb dil ko diye iztirab meinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkya kya fareb dil ko diye iztirab mein un ki taraf se aap likhe khat jawab mein Continue Reading... Share on:
KHat ke purze aae hain qasid ka sar taswir-e-ghairShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkhat ke purze aae hain qasid ka sar taswir-e-ghair ye hai bheja us sitamgar ne mere khat ka jawab Continue Reading... Share on:
hum pe jo guzri bataya na bataenge kabhiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhum pe jo guzri bataya na bataenge kabhi kitne khat ab bhi tere nam likhe rakkhe hain Continue Reading... Share on:
qayamat hai ye kah kar usne lauTaya hai qasid koShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherqayamat hai ye kah kar us ne lautaya hai qasid ko ki un ka to har ek khat aakhiri paigham hota hai Continue Reading... Share on: