kisi sitare se kya shikayat ki raat sab kuchh bujha hua thaShayari By 03 Sep 2022 05:13:53 PMSherkisi sitare se kya shikayat ki raat sab kuchh bujha hua tha fasurdagi likh rahi thi dil par shikastagi ki nai kahani Continue Reading... Share on:
raat huiShayari By 04 Aug 2021 12:23:46 AMNazmtum ko pa lene ki dhun mein duniya odhi rang-birange kapde pahne peshani par suraj bandha [...] Continue Reading... Share on:
misal-e-aina yaro nikhar gaya kal shabShayari By 29 Jan 2021 01:49:33 AMMazahiyamisal-e-aina yaro nikhar gaya kal shab ajib saneha dil pe guzar gaya kal shab bisat-e-dasht pe yun chandni thi raqs-kunan ki jaise chand ka har zakhm bhar gaya kal shab [...] Continue Reading... Share on:
teri yaadon ke charaghon mein ye jalti hui raatShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalteri yaadon ke charaghon mein ye jalti hui raat meri aankhon se chhalakti rahi dhalti hui raat sam-e-imroz se mara hua haara hua din kisi farda ki umidon pe bahalti hui raat [...] Continue Reading... Share on:
aankhon mein chubh gain teri yaadon ki kirchiyanShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalaankhon mein chubh gain teri yaadon ki kirchiyan kandhon pe gham ki shaal hai aur chand raat hai dil tod ke khamosh nazaron ka kya mila shabnam ka ye sawal hai aur chand raat hai [...] Continue Reading... Share on:
raat to waqt ki paband hai Dhal jaegiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherraat to waqt ki paband hai dhal jaegi dekhna ye hai charaghon ka safar kitna hai Continue Reading... Share on: