kaifiyyat-e-chashm uski mujhe yaad hai saudaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkaifiyyat-e-chashm us ki mujhe yaad hai 'sauda' saghar ko mere hath se lijo ki chala main Continue Reading... Share on:
maine chaha tha ki ashkon ka tamasha dekhunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermain ne chaha tha ki ashkon ka tamasha dekhun aur aankhon ka khazana tha ki khali nikla Continue Reading... Share on:
har tarah ke jazbaat ka elan hain aankhenShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhar tarah ke jazbaat ka elan hain aankhen shabnam kabhi shoala kabhi tufan hain aankhen aankhon se badi koi taraazu nahin hoti tulta hai bashar jis mein wo mizan hain aankhen [...] Continue Reading... Share on:
uski jaanib yun moD di aankhenShayari By 19 Nov 2020 03:22:32 PMGhazalus ki jaanib yun mod di aankhen us ke chehre pe chhod di aankhen phir tere khwab dekhne ke liye hum ne bistar pe chhod di aankhen [...] Continue Reading... Share on:
mata-e-kausar-o-zamzam ke paimane teri aankhenShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmata-e-kausar-o-zamzam ke paimane teri aankhen farishton ko bana deti hain diwane teri aankhen jahan-e-rang-o-bu uljha hua hai un ke doron mein lagi hain kakul-e-taqdir suljhane teri aankhen [...] Continue Reading... Share on:
ai husn-e-lala-fam! zara aankh to milaShayari By 17 Nov 2020 02:51:59 PMGhazalai husn-e-lala-fam! zara aankh to mila khali pade hain jam! zara aankh to mila kahte hain aankh aankh se milna hai bandagi duniya ke chhod kaam! zara aankh to mila [...] Continue Reading... Share on: