tisri barish se pahleShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmus roz mausam-e-khizan ki pahli barish hui jab us ne mere dar se aakhiri bar qadam nikala us ne meri rasoi se ek niwala na liya mere kuen se ek ghunt na piya [...] Continue Reading... Share on:
mom pighlata raha tera KHayalShayari By 14 Nov 2020 09:46:38 PMNazmkya sulagti raat hai mere nadim aatishin shorish-zada tere khayal tu ki koson dur mujh se pur-yaqin tu yahin pas mere hai kahin [...] Continue Reading... Share on:
qaid mein raqsShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmsab ke liye na-pasandida udti makkhi kitni aazadi se mere munh aur mere hathon par baithti hai aur is roz-marra se aazad hai jis mein main qaid hun main to subh ko ghar bhar ki khak sametti jati hun [...] Continue Reading... Share on:
jawan-marg ka nauhaShayari By 13 Nov 2020 02:17:55 PMNazmhamein jawani mein maut aaegi bhigte takiye ke sard sine pe apni sanson mein garm banhon ki pyas le kar sulagne wali har ek doshiza jaanti hai [...] Continue Reading... Share on:
TeDha sawalShayari By 11 Nov 2020 04:44:18 PMNazmbete in ko yun hairat se mat dekho ye uncle hain in se koi baat karo parson wale thagne the kal jo aae the duble the [...] Continue Reading... Share on:
nemul-badalShayari By 09 Nov 2020 04:44:18 PMNazmachchha to ye tisri photo wali sau mein aap ko jachti hai aath baje kal raat yahin le aaungi main sharminda hun [...] Continue Reading... Share on: