wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)Shayari By 02 Feb 2024 02:46:15 AMNazmhum dekhenge lazim hai ki hum bhi dekhenge wo din ki jis ka wada hai jo lauh-e-azal mein likhkha hai [...] Continue Reading... Share on:
hum karen baat dalilon se to rad hoti haiShayari By 02 Feb 2024 01:54:21 AMGhazalhum karen baat dalilon se to rad hoti hai us ke honton ki khamoshi bhi sanad hoti hai sans lete hue insan bhi hain lashon ki tarah ab dhadakte hue dil ki bhi lahad hoti hai [...] Continue Reading... Share on:
ab ye sochun to bhanwar zehn mein paD jate hainShayari By 16 Aug 2021 02:15:03 AMGhazalab ye sochun to bhanwar zehn mein pad jate hain kaise chehre hain jo milte hi bichhad jate hain kyun tere dard ko den tohmat-e-virani-e-dil zalzalon mein to bhare shahr ujad jate hain [...] Continue Reading... Share on:
ho gai hai pir parwat si pighalni chahiyeShayari By 28 Jan 2021 10:18:38 PMHindi Ghazalsho gai hai pir parwat si pighalni chahiye is himale se koi ganga nikalni chahiye aaj ye diwar pardon ki tarah hilne lagi shart lekin thi ki ye buniyaad hilni chahiye [...] Continue Reading... Share on:
musibat ka pahaD aaKHir kisi din kaT hi jaegaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermusibat ka pahad aakhir kisi din kat hi jaega mujhe sar mar kar teshe se mar jaana nahin aata Continue Reading... Share on:
tundi-e-baad-e-muKhaalif se na ghabra ai uqabShayari By 22 Nov 2020 06:57:42 PMShertundi-e-baad-e-mukhalif se na ghabra ai uqab ye to chalti hai tujhe uncha udane ke liye Continue Reading... Share on: