wo to hashr tha magar uski ab wo shabahaten bhi chali gainShayari By 13 Nov 2020 11:37:14 AMGhazalwo to hashr tha magar us ki ab wo shabahaten bhi chali gain jo rahen to shahar mein kya rahen ki qayamaten bhi chali gain tere dam se thin sabhi raunaqen wo habib the ki raqib the wo qarabaten to gai hi thin wo riqabaten bhi chali gain [...] Continue Reading... Share on:
ba-pas-e-dil jise apne labon se bhi chhupaya thaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherba-pas-e-dil jise apne labon se bhi chhupaya tha mera wo raaz tere hijr ne pahuncha diya sab tak Continue Reading... Share on:
othelloShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmapne phone pe apna number bar bar dial karti hun soch rahi hun kab tak us ka telephone engage rahega [...] Continue Reading... Share on:
mumkina faislon mein ek hijr ka faisla bhi thaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermumkina faislon mein ek hijr ka faisla bhi tha hum ne to ek baat ki us ne kamal kar diya Continue Reading... Share on:
wo to KHush-bu hai hawaon mein bikhar jaegaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalwo to khush-bu hai hawaon mein bikhar jaega masala phul ka hai phul kidhar jaega hum to samjhe the ki ek zakhm hai bhar jaega kya khabar thi ki rag-e-jaan mein utar jaega [...] Continue Reading... Share on:
viran sarae ka diya haiShayari By 12 Nov 2020 01:40:05 AMGhazalviran sarae ka diya hai jo kaun-o-makan mein jal raha hai ye kaisi bichhadne ki saza hai aaine mein chehra rakh gaya hai [...] Continue Reading... Share on: