hawa ke waste ek kaam chhoD aaya hunShayari By 02 Nov 2020 04:41:09 PMGhazalhawa ke waste ek kaam chhod aaya hun diya jala ke sar-e-sham chhod aaya hun kabhi nasib ho fursat to us ko padh lena wo ek khat jo tere nam chhod aaya hun [...] Continue Reading... Share on:
soe kahan the aankhon ne takiye bhigoe theShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalsoe kahan the aankhon ne takiye bhigoe the hum bhi kabhi kisi ke liye khub roe the angnai mein khade hue beri ke ped se wo log chalte waqt gale mil ke roe the [...] Continue Reading... Share on:
dard-e-hijrat ke satae hue logon ko kahinShayari By 30 Oct 2020 03:20:58 PMSherdard-e-hijrat ke satae hue logon ko kahin saya-e-dar bhi nazar aae to ghar lagta hai Continue Reading... Share on:
talash-e-rizq ka ye marhala ajab hai ki humShayari By 12 Nov 2020 03:44:02 PMShertalash-e-rizq ka ye marhala ajab hai ki hum gharon se dur bhi ghar ke liye base hue hain Continue Reading... Share on:
main kya jaanun gharon ka haal kya haiShayari By 19 Nov 2020 10:51:42 PMShermain kya jaanun gharon ka haal kya hai main sari zindagi bahar raha hun Continue Reading... Share on:
kal apne shahr ki bas mein sawar hote hueShayari By 31 Oct 2020 02:36:05 PMGhazalkal apne shahr ki bas mein sawar hote hue wo dekhta tha mujhe ashk-bar hote hue parinde aae to gumbad pe baith jaenge nahin shajar ki zarurat mazar hote hue [...] Continue Reading... Share on: