wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)Shayari By 02 Feb 2024 02:46:15 AMNazmhum dekhenge lazim hai ki hum bhi dekhenge wo din ki jis ka wada hai jo lauh-e-azal mein likhkha hai [...] Continue Reading... Share on:
chand roz aur meri jaanShayari By 01 Nov 2023 06:43:02 PMResistancechand roz aur meri jaan faqat chand hi roz zulm ki chhanw mein dam lene pe majbur hain hum aur kuchh der sitam sah len tadap len ro len apne ajdad ki miras hai mazur hain hum [...] Continue Reading... Share on:
kuchh zulm o sitam sahne ki aadat bhi hai hum koShayari By 30 Nov 2020 05:34:53 AMSherkuchh zulm o sitam sahne ki aadat bhi hai hum ko kuchh ye hai ki darbar mein sunwai bhi kam hai Continue Reading... Share on:
hazaron zulm hon mazlum par to chup rahe duniyaShayari By 17 Dec 2020 05:22:15 AMSherhazaron zulm hon mazlum par to chup rahe duniya agar mazlum kuchh bole to dahshat-gard kahti hai Continue Reading... Share on:
mujhe sochne deShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmmeri nakaam mohabbat ki kahani mat chhed apni mayus umangon ka fasana na suna zindagi talkh sahi zahr sahi sam hi sahi dard o aazar sahi jabr sahi gham hi sahi [...] Continue Reading... Share on:
hum amn chahte hain magar zulm ke KHilafShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhum amn chahte hain magar zulm ke khilaf gar jang lazmi hai to phir jang hi sahi Continue Reading... Share on: