so lene do apna apna kaam karo chup ho jaoShayari By 30 Nov 2020 11:06:52 AMGhazalso lene do apna apna kaam karo chup ho jao darwazo kuchh waqt guzaro diwaro chup ho jao kis kashti ki umr hai kitni mallahon se puchhne do tum se bhi puchhenge ek din dariyao chup ho jao [...] Continue Reading... Share on:
dukh-dard ke maron se mera zikr na karnaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaldukh-dard ke maron se mera zikr na karna ghar jao to yaron se mera zikr na karna wo zabt na kar paengi aankhon ke samundar tum rah-guzaron se mera zikr na karna [...] Continue Reading... Share on:
apne ehsas se chhu kar mujhe sandal kar doShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalapne ehsas se chhu kar mujhe sandal kar do main ki sadiyon se adhura hun mukammal kar do na tumhein hosh rahe aur na mujhe hosh rahe is qadar tut ke chaho mujhe pagal kar do [...] Continue Reading... Share on:
sab zarurat ka to saman hai ghar mein rahiyeShayari By 24 Nov 2020 06:48:20 AMGhazalsab zarurat ka to saman hai ghar mein rahiye kya hua gar koi halkan hai ghar mein rahiye bhid mein bhi na the sine se lagane wale aaj to shahr hi viran hai ghar mein rahiye [...] Continue Reading... Share on:
mujh pe hain saikDon ilzam mere sath na chalShayari By 19 Nov 2020 01:46:14 AMGhazalmujh pe hain saikdon ilzam mere sath na chal tu bhi ho jaega badnam mere sath na chal tu nai subah ke suraj ki hai ujli si kiran main hun ek dhul bhari sham mere sath na chal [...] Continue Reading... Share on:
mazra-e-duniya mein dana hai to Dar kar hath DalShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermazra-e-duniya mein dana hai to dar kar hath dal ek din dena hai tujh ko dane dane ka hisab Continue Reading... Share on: