aaj bazar mein pa-ba-jaulan chaloShayari By 29 Feb 2024 07:30:12 AMNazmchashm-e-nam jaan-e-shorida kafi nahin tohmat-e-ishq-e-poshida kafi nahin aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo dast-afshan chalo mast o raqsan chalo [...] Continue Reading... Share on:
gharibon par to mausam bhi hukumat karte rahte hainShayari By 26 Sep 2023 07:41:57 PMShergharibon par to mausam bhi hukumat karte rahte hain kabhi barish kabhi garmi kabhi thandak ka qabza hai Continue Reading... Share on:
so jata hai foot-path pe aKHbar bichha karShayari By 21 Jan 2022 05:40:53 PMSherso jata hai foot-path pe akhbar bichha kar mazdur kabhi nind ki goli nahin khata Continue Reading... Share on:
tarana-e-yaum-e-mazdurShayari By 21 Dec 2021 11:44:46 PMNazmjise bhuk ki aag garma rahi hai wo chulhon ki khali patili ka naghma parosega naron ki thaali saja kar ye din bhuk ke taish khane ka din hai [...] Continue Reading... Share on:
mazdurShayari By 26 Jul 2021 11:03:28 AMNazmgard chehre par pasine mein jabin dubi hui aansuon mein kuhniyon tak aastin dubi hui pith par naqabil-e-bardasht ek bar-e-garan zoaf se larzi hui sare badan ki jhurriyan [...] Continue Reading... Share on:
kisanShayari By 29 Jan 2021 10:58:03 PMNazmjhutpute ka narm-rau dariya shafaq ka iztirab khetiyan maidan khamoshi ghurub-e-aftab dasht ke kaam-o-dahan ko din ki talkhi se faragh dur dariya ke kinare dhundle dhundle se charagh [...] Continue Reading... Share on: