ek nazmShayari By 02 Nov 2020 10:00:27 PMNazmkahin bhi chhidak do ye roti ke bij ghulamon ki faslen ugate raho ye wo fasl hai jis ko pani hua bhi nahin chahiye ek faqat bhuk ki tez barish ka chhidkaw darkar hai [...] Continue Reading... Share on:
inhi hairat-zada aankhon se dekhe hain wo aansu bhiShayari By 12 Nov 2020 03:49:08 PMSherinhi hairat-zada aankhon se dekhe hain wo aansu bhi jo aksar dhup mein mehnat ki peshani se dhalte hain Continue Reading... Share on:
hone do charaghan mahlon mein kya hum ko agar diwali haiShayari By 08 Nov 2020 03:49:08 PMSherhone do charaghan mahlon mein kya hum ko agar diwali hai mazdur hain hum mazdur hain hum mazdur ki duniya kali hai Continue Reading... Share on:
mazdur aurtenShayari By 16 Nov 2020 12:03:52 AMNazmgulnar dekhti hai ye mazdur aurten chehron pe khak dhul ke ponchhe hue nishan tu aur rang-e-ghaza-o-gulguna-o-shahab socha bhi kis ke khun ki banti hain surkhiyan [...] Continue Reading... Share on:
is liye sab se alag hai meri KHushbu aamiShayari By 31 Oct 2020 06:46:19 PMSheris liye sab se alag hai meri khushbu 'ami' mushk-e-mazdur pasine mein liye phirta hun Continue Reading... Share on:
KHun mazdur ka milta jo na tamiron meinShayari By 31 Oct 2020 03:21:15 AMSherkhun mazdur ka milta jo na tamiron mein na haweli na mahal aur na koi ghar hota Continue Reading... Share on: