aane wale jaane wale har zamane ke liyeShayari By 31 Oct 2020 01:16:14 AMSheraane wale jaane wale har zamane ke liye aadmi mazdur hai rahen banane ke liye Continue Reading... Share on:
yaum-e-maiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmsada aa rahi hai mare dil se paiham ki hoga har ek dushman-e-jaan ka sar kham nahin hai nizam-e-halakat mein kuchh dam zarurat hai insan ki amn-e-alam [...] Continue Reading... Share on:
main ek mazdur hun roTi ki KHatir bojh uThata hunShayari By 29 Oct 2020 04:03:18 PMShermain ek mazdur hun roti ki khatir bojh uthata hun meri qismat hai bar-e-hukmarani pusht par rakhna Continue Reading... Share on:
nind aaegi bhala kaise use sham ke baadShayari By 28 Oct 2020 01:04:01 AMShernind aaegi bhala kaise use sham ke baad rotiyan bhi na mayassar hon jise kaam ke baad Continue Reading... Share on:
sarmaya-dariShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmkaleja phunk raha hai aur zaban kahne se aari hai bataun kya tumhein kya chiz ye sarmaya-dari hai ye wo aandhi hai jis ki rau mein muflis ka nasheman hai ye wo bijli hai jis ki zad mein har dahqan ka khirman hai [...] Continue Reading... Share on:
teri zamin pe karta raha hun mazduriShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherteri zamin pe karta raha hun mazduri hai sukhne ko pasina muawza hai kahan Continue Reading... Share on: