ab wo ghar ek virana tha bas virana zinda thaShayari By 14 Nov 2020 06:29:24 PMGhazalab wo ghar ek virana tha bas virana zinda tha sab aankhen dam tod chuki thin aur main tanha zinda tha sari gali sunsan padi thi baad-e-fana ke pahre mein hijr ke dalan aur aangan mein bas ek saya zinda tha [...] Continue Reading... Share on:
dil hijr ke dard se bojhal hai ab aan milo to behtar hoShayari By 10 Nov 2020 01:10:56 PMGhazaldil hijr ke dard se bojhal hai ab aan milo to behtar ho is baat se hum ko kya matlab ye kaise ho ye kyunkar ho ek bhik ke donon kase hain ek pyas ke dono pyase hain hum kheti hain tum baadal ho hum nadiyan hain tum sagar ho [...] Continue Reading... Share on:
yaadon ki bauchhaaron se jab palken bhigne lagti hainShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSheryaadon ki bauchhaaron se jab palken bhigne lagti hain sondhi sondhi lagti hai tab mazi ki ruswai bhi Continue Reading... Share on:
dukhi dilon mein, dukhi sathiyon mein rahte theShayari By 09 Nov 2020 05:15:59 PMGhazaldukhi dilon mein, dukhi sathiyon mein rahte the ye aur baat ki hum muskura bhi lete the wo ek shakhs burai pe tul gaya to chalo sawal ye hai ki hum bhi kahan farishte the [...] Continue Reading... Share on:
wo chup-chap aansu bahane ki raatenShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalwo chup-chap aansu bahane ki raaten wo ek shakhs ke yaad aane ki raaten shab-e-mah ki wo thandi aanchen wo shabnam tere husn ke rasmasane ki raaten [...] Continue Reading... Share on:
jadu thi sehr thi bala thiShayari By 05 Nov 2020 07:52:37 PMGhazaljadu thi sehr thi bala thi zalim ye teri nigah kya thi kidhar hai kahan hai khush-dili tu hum se bhi kabhu tu aashna thi [...] Continue Reading... Share on: