apne hone ka kuchh ehsas na hone se huaShayari By 11 Nov 2020 09:44:50 PMSherapne hone ka kuchh ehsas na hone se hua khud se milna mera ek shakhs ke khone se hua Continue Reading... Share on:
bazgashtShayari By 19 Nov 2020 06:22:44 PMNazmye sada ye sada-e-bazgasht be-karan wusat ki aawara pari sust-rau jhilon ke par [...] Continue Reading... Share on:
makan hai qabr jise log KHud banate hainShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermakan hai qabr jise log khud banate hain main apne ghar mein hun ya main kisi mazar mein hun Continue Reading... Share on:
yaadShayari By 11 Nov 2020 12:30:14 PMNazmdasht-e-tanhai mein ai jaan-e-jahan larzan hain teri aawaz ke sae tere honton ke sarab dasht-e-tanhai mein duri ke khas o khak tale khil rahe hain tere pahlu ke saman aur gulab [...] Continue Reading... Share on:
pas rahoShayari By 09 Nov 2020 12:20:11 PMNazmtum mere pas raho mere qatil, mere dildar mere pas raho jis ghadi raat chale, aasmanon ka lahu pi ke siyah raat chale [...] Continue Reading... Share on:
zaban rakhta hun lekin chup khaDa hunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalzaban rakhta hun lekin chup khada hun main aawazon ke ban mein ghir gaya hun mere ghar ka daricha puchhta hai main sara din kahan phirta raha hun [...] Continue Reading... Share on: