naya hathiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmshadiyan hoti thin jab pahle kisi dehat mein chand hathi bhi mangae jate the baraat mein taki kuchh saraatiyon par roab samdhi ka pade aur us ke nam ka atraf mein jhanda gade [...] Continue Reading... Share on:
Dibbon ka dudh pi kar bachche jo pal rahe hainShayari By 12 Nov 2020 12:50:40 PMNazmdibbon ka dudh pi kar bachche jo pal rahe hain wo sab jawan ho kar buddhe nikal rahe hain thaali ka ban ke baigan nana phisal rahe hain nani ki saheliyon pe niyyat badal rahe hain [...] Continue Reading... Share on:
sawariShayari By 23 Nov 2020 03:07:15 PMNazmzamana badla to iblis ko malal hua mila jo mauqa to bhagwan se sawal hua ki ab to aadmi chalta hai rail par bas par hawa mein le ke jahaz ud raha hai far-far far [...] Continue Reading... Share on:
mutalbaShayari By 21 Nov 2020 03:07:15 PMNazmbas ye nahin hasin-o-khush-atwar chahiye ladki hasin surat-e-gulnar chahiye karte hain aap agar meri shadi ki baat-chit fihrist se na jurat-e-inkar chahiye [...] Continue Reading... Share on:
kutton se KHitabShayari By 19 Nov 2020 03:07:15 PMNazmfikr-e-anjam na kar ghum ke sansar mein bhaunk radio t-w mein aur media star mein bhaunk park mein road par aur kucha-o-bazar mein bhaunk sard ho jazba-e-millat to na be-kar mein bhaunk [...] Continue Reading... Share on:
ideaShayari By 17 Nov 2020 03:07:15 PMNazmkabhi dalal kabhi mantari ke chakkar mein thi daud dhup meri naukri ke chakkar mein luta ke qabr pe pocket ki jaedad apni bata di main ne mujawir se bhi murad apni [...] Continue Reading... Share on: